चल ए दिल कही खो दे हुम खुद को
न याद रहे ये दुनिया हमको
न याद आये हम दुनिया को......
अपनी ही सान्सो की बस आवाज सुनाई दे
अपनी ही धडकन शोर मचाये
रोक ले थोडा सा हम वक्त को.......
दुनिया की भीड मे तन्हा सा
मेरा मासूम दिल है घबराया सा
चल थोडा सा प्यार करे अब खुद को......
उम्र यून्ही कट जायेगी एक दिन
सब समेता हुआ येही रेह जयेगा
कौन है जो समेटे तब तेरी यादो को.....
जब अपने हि सन्ग हसना रोना है
जब अपना घम खुद है भुलाना है
तो क्यून बांधू मै किसी उम्मीद को....
हर आस यूं ही टूटा करेगी
फिर भी इस दिल मे आस रहेगि
कभी तो समझेगा कोइ इस दिल को......
Friday, July 31, 2009
Sunday, July 19, 2009
abhi baki kai aasman hain......
na ye manzil hai tumhari
na ye tumhara jahan hain
tere liye chune ko
abhi baki kai aasman hain
koshish karne walon ki
kabhi haar nahi hoti
dil se kari hui mehnat
kabhi bhi bekar nahi hoti
waqt ke apne khel hain
waqt aj tumhara yahan hain.
tum misal ho khud me
tum khud ek kahani ho
prerna ho,umeed ho
tum jeet ke saani ho
ab tum jahan ho
bas safalata wahan hain.
"USKE"(GOD)samne sar jhukaye rehna
har khushi me use yad karna
waqt jab sath na ho tere
waqt ke sath tum ho lena
duaon ke alawa ab pass
mere tumhe dene ko kuch kahan hain.
na ye tumhara jahan hain
tere liye chune ko
abhi baki kai aasman hain
koshish karne walon ki
kabhi haar nahi hoti
dil se kari hui mehnat
kabhi bhi bekar nahi hoti
waqt ke apne khel hain
waqt aj tumhara yahan hain.
tum misal ho khud me
tum khud ek kahani ho
prerna ho,umeed ho
tum jeet ke saani ho
ab tum jahan ho
bas safalata wahan hain.
"USKE"(GOD)samne sar jhukaye rehna
har khushi me use yad karna
waqt jab sath na ho tere
waqt ke sath tum ho lena
duaon ke alawa ab pass
mere tumhe dene ko kuch kahan hain.
Kabhi kabhi to milte ho.....
kabhi chand se dikhate ho
kabhi kisi kamal se khilte ho
kabhi kisi lamhe se guzarate ho
tum kabhi kabhi to milte ho.......
kabhi haule se badalon se niklate ho
kabhi rim jhim fuhar se barasate ho
kabhi gunguni dhoop se lagate ho
tum kabhi kabhi to milte ho....
kabhi subah se nikharate ho
kabhi shaam se dhalate ho
kabhi raat se guzarate ho
tum kabhi kabhi to milte ho........
kabhi khamoshi se dil me utarate ho
kabhi khubsurat geet me dhalate ho
kabhi kisi kavita me basate ho
tum kabhi kabhi to milte ho.......
-Priyabhavna(20/07/09)
kabhi kisi kamal se khilte ho
kabhi kisi lamhe se guzarate ho
tum kabhi kabhi to milte ho.......
kabhi haule se badalon se niklate ho
kabhi rim jhim fuhar se barasate ho
kabhi gunguni dhoop se lagate ho
tum kabhi kabhi to milte ho....
kabhi subah se nikharate ho
kabhi shaam se dhalate ho
kabhi raat se guzarate ho
tum kabhi kabhi to milte ho........
kabhi khamoshi se dil me utarate ho
kabhi khubsurat geet me dhalate ho
kabhi kisi kavita me basate ho
tum kabhi kabhi to milte ho.......
-Priyabhavna(20/07/09)
Wednesday, July 15, 2009
Wo ek sadak seedi seedi
THIS POEM IS DEDICATED TO BANASTHALI VIDYAPITH.....

Wo ek sadak seedi seedi
Jisne is jeevan ki raah dikhaee
Wo ek sadak seedi seedi
Jisne duniya ki pehchan karaee
Wo ek sadak seedi seedi
Jispe chalke har mod jitney ki himmat aaee
Wo ek sadak seedi seedi
Jisne hamari hamse pehchan karaee
Wo ek sadak seedi seedi
Jisne dayen gyan diya aur baye insaniyat samjhaee
Wo ek sadak seedi seedi
Jahan muskane thi aur ansu ki bhi nadi bahaee
Wo ek sadak seedi seedi
Jahan zindagi ke har rang hame gaye dikhaee
Wo ek sadak seedi seedi
Jisne tedhe medhe rasto pe chalne ki seekh sikhaee
Bahut yad ati hai aj wo
Wo ek sadak seedi seedi
Lautke phir ane ko bulati hai
Wo ek sadak seedi seedi
Jab duniyadari jheli nahi jati
Jab koi raah nahi deti hai dikhaee
Dil ko do pal chain ke liye
Yaad ati hai to bas
Wo ek sadak seedi seedi

Wo ek sadak seedi seedi
Jisne is jeevan ki raah dikhaee
Wo ek sadak seedi seedi
Jisne duniya ki pehchan karaee
Wo ek sadak seedi seedi
Jispe chalke har mod jitney ki himmat aaee
Wo ek sadak seedi seedi
Jisne hamari hamse pehchan karaee
Wo ek sadak seedi seedi
Jisne dayen gyan diya aur baye insaniyat samjhaee
Wo ek sadak seedi seedi
Jahan muskane thi aur ansu ki bhi nadi bahaee
Wo ek sadak seedi seedi
Jahan zindagi ke har rang hame gaye dikhaee
Wo ek sadak seedi seedi
Jisne tedhe medhe rasto pe chalne ki seekh sikhaee
Bahut yad ati hai aj wo
Wo ek sadak seedi seedi
Lautke phir ane ko bulati hai
Wo ek sadak seedi seedi
Jab duniyadari jheli nahi jati
Jab koi raah nahi deti hai dikhaee
Dil ko do pal chain ke liye
Yaad ati hai to bas
Wo ek sadak seedi seedi
Labels:
Wo ek sadak seedhi seedhi
Subscribe to:
Comments (Atom)
