बाग़ में अब कुछ नही काँटों के सिवा ।
जिंदगी में अब रखा क्या है तेरी यादो के सिवा ।
जहर निकला जिसे हमने माना था दावा ।
इश्क कर के जाना की वो थी कितनी बेवफा ।
Friday, August 28, 2009
Tuesday, August 25, 2009
आपकी जगह
हमारी जिन्दगी में आपकी वो जगह है,
इस जमीन पर जैसे ये आसमां है
हम कहीं भी जायें, हम कहीं भी हों
आप यहां हैं, आप वहां हैं
कितनी मोहब्बत है आपसे हमें नही मालूम
पर हमारे जीने की आप ही वजह हैं
कोई वादा नहीं है,कोइ शर्त नही है
ये हमारे प्यार करने की अदा है
हमारी जिन्दगी में आपकी वो जगह है,
इस जमीन पर जैसे ये आसमां है
इस जमीन पर जैसे ये आसमां है
हम कहीं भी जायें, हम कहीं भी हों
आप यहां हैं, आप वहां हैं
कितनी मोहब्बत है आपसे हमें नही मालूम
पर हमारे जीने की आप ही वजह हैं
कोई वादा नहीं है,कोइ शर्त नही है
ये हमारे प्यार करने की अदा है
हमारी जिन्दगी में आपकी वो जगह है,
इस जमीन पर जैसे ये आसमां है
Monday, August 24, 2009
फूलो के शाख पे अब तो कांटे ही कांटे है
फूलो के शाख पे अब तो कांटे ही कांटे है ।
मनहूसियत इस तरह छाई की जिंदगी में हमने सिर्फ़ दर्द ही बांटे है ।
यु तो वादियों में घटाएं हर बरस आई ।
मगर हम वही प्यासे के प्यासे है ।
लोग कहतें है वो भी रोई होगी मुझसे बिछर के ।
रहने दो ये सब सिर्फ़ कहने की बातें है ।
कभी हम भी भींगे थे बरसती सावन में ।
अब तो बस उसकी यादें ही यादें है ।
फूलो के शाख पे अब तो कांटे ही कांटें है ।
मनहूसियत इस तरह छाई की जिंदगी में हमने सिर्फ़ दर्द ही बाँटें है।

Wednesday, August 12, 2009
उसे कोई बेवफा ना कहे
उसे कोई बेवफा ना कहे।
रही होंगी उसकी भी कई सारी मजबूरियाँ।
यु तो आती होगी उसे भी याद हमारी।
पर न जाने क्यों बना ली हमसे इतनी दूरियाँ।
हुयी होगी हमसे भी खता कोई।
वरना यु ही लुटती किसी की दुनियाँ।
खामिया लाख सही मुझमे।
पर उसने कभी गिनवाई थी मेरी कई सारी खूबियाँ।
खुशियों का पुरा गुलिस्ता मुझमे बसता था कभी।
देखो आज मुरझा गई है उसकी सारी कलियाँ।

Friday, August 7, 2009
Begaanaa
ZUBAN SE NIKLA HAR LAFZ BEGANA HO JATA HAI
DIL KA DARD TO ZAMANE KA AFSANA HO JATA HAI
KHAMOSHI TO FIR BHI GUNJATI HAI DIL KI WADIYON ME
IKRAR-E-MOHABBAT KA TO DUSHMAN ZAMANa HO JATA HAI
HAMARI KHAMOSHI KA AB TO YE ALAM HAI DOSTON
AAH JABTAK UNTAK PAHUNCHI ZAKHM PURANA HO JATA HAI

Iltizaa
ashkon ko roko mat,aaj unhe beh jaane do
ek naya zakhma mila hai,thoda dard thehar jane do
bade din huye palaken kuch suni-suni si thi
bade dino baad badal ghire hain,aaj zara baras jane do
chaand bhi khamosh tha,taare bhi kuch gumsum the
raat ki tanhaee sang hai,dil me zara utar jane do
honthon par aakar koi baat jane kabse ruki huee thi
tere dil par dastak di thi,kholo zara andar aane do
koi baat aaj tum bina kahe sun lo zara
kehne wali baat nahi hai,khamoshi ko sunane do
baith jao pal do pal ko mere pass aakar tum
apne kandhon par in bheegi palakon ko aaj jagah paane do

Sadaaa....
wo ehsaas bhi murjha gaye, tere diye
phoolon ki tarah.....
hum bhi mohabbat ke mare ho gaye
auron ki tarah.......
tu aaya tha apni marzin se chala gaya
mere darr par na lauta tu
mausamon ki tarah.......
kya chupaoon main palakon ke pardon se
chalak hi jata hai dard aankhon se
ashkon ki tarah......
shak hai hame ab naam-e-wafa par
na jane kab kaun badal jaye tere
waadon ki tarah......
jee to hum lenge hi tere bina bhi
chubhti rahegi teri baat hamesha
kaaton ki tarah.........
khuda tujhe khushiyaan ada kare
kabhi na toote tere koi khwab mere
armaano ki tarah......
bas ab yehi dua karenge hum sada
tujhse khushiyaan judi rahe,mujhse mere
ghamon ki tarah......
phoolon ki tarah.....
hum bhi mohabbat ke mare ho gaye
auron ki tarah.......
tu aaya tha apni marzin se chala gaya
mere darr par na lauta tu
mausamon ki tarah.......
kya chupaoon main palakon ke pardon se
chalak hi jata hai dard aankhon se
ashkon ki tarah......
shak hai hame ab naam-e-wafa par
na jane kab kaun badal jaye tere
waadon ki tarah......
jee to hum lenge hi tere bina bhi
chubhti rahegi teri baat hamesha
kaaton ki tarah.........
khuda tujhe khushiyaan ada kare
kabhi na toote tere koi khwab mere
armaano ki tarah......
bas ab yehi dua karenge hum sada
tujhse khushiyaan judi rahe,mujhse mere
ghamon ki tarah......
Mera Ehsaas....
duniya ki bheed me meri parchae na dhoondna
kahin apni hi parchaee me mera ehsaas paoge
tumhari muskurahaton me chahe main nazar na aaoon
par apne ashkon me mera hi aks paoge
maine pyar ko sametna chaha dono haathon se
mutthi se rishtey hi ret jaise fisal gaye
zindagi ke dariya ke kinare jab kabhi aaoge
pairon tale bheegi ret me meri hi pyaas paoge.
waqt ke fasle mere intezar ko tod na sake
waqt bhi haarkar chod mera saath chala gaya
kabhi waqt ruthkar gar tumhara haath chod de
apna haath thame mujhe tum apne hi paas paoge
zindagi ke sawalon ke jawaab dhoondate rahe umrabhar
zindagi hi sawaal bankar aaj samne aa gaee
jab kabhi tum uljhoge sawalon ke jaal me
mere wishwas me tum apna har jawaab paoge
tumhari dehleez ke andar bhale hi mera astitva na ho
dehleez ke paar bhi meri zaroorat na pde
ar jab kabhi guzaroge apne dil ke darwaze se
dehleez par khada hua mera hi pyar paoge.

jab tum mujhse pyar karoge!!!!
jab tum mujhse pyar karoge
tab tum kabhi nahi kahoge
ki tum mujhse pyar karate ho......
tab mere aansun tumhari ankhen nam kar denge
meri hansi se tumhare gham muskurayenge
tab tumhari har hansi kahegi
ki tum mujhse pyar karte ho.........
jo mujhe pasand kabhi na aa paye
aisa kuch chahkar bhi tumhara dil na kar paye
tumhara har kaam kahega
ki tum mujhse pyar karte ho..............
jab main tumhare har sawaal ka jawaab rahungi
aur mere liye tumhare dil me koi sawaal na hoga
tumhara has wishwas kahega
ki tum mujhse pyar karate ho..........
jab tumhe shabdon ki zarurat nahi padegi
jab har shabd tumhari bhavna se khamosh rahega
tab dil ki har dhadkan kahegi
ki tum mujhse pyar karte ho...............
jab aankhon ke samne main na rehkar bhi
har pal band palakon me rahungi
tab tumhari har nazar kehegi

KAAFI HAI....
USAKE SAATH CHAND LAMHE JO GUZARE
ZINDAGI GUZARNE KO ITNA SABAB KAAFI HAI.....
USKI ZUBAN SE EK BAAR APNA NAAM SUNANE KI TAMANNA THI
IS ZINDAGI KE LIYE ITNA MAKSAD KAAFI HAI.....
JABSE HAMNE USASE MOHABBAT KI HAI
HAR SAJDE ME KHUDA NE KAHA ITNI IBADAT KAAFI HAI...
USKA NAAM DIL ME LIYE APNE JANAZE TAK KA SAFAR KAR LENGE
TU HI BATA AYE DIL!KYA UNKE LIYE HAMARI ITNI MOHABBAT KAAFI HAI??????

.........
Kabhi is rishtey me tum the aur hum the
Bas pyaar tha aur hum dono they
Aaj yahan sab hain
Nahi hai gar koi to
Bas tum nahi aur hum nahi…..
Bas pyaar tha aur hum dono they
Aaj yahan sab hain
Nahi hai gar koi to
Bas tum nahi aur hum nahi…..
Jis din duniya ki nazaron me
Jis din duniya ki nazaron me
Hamne tumko paya tha
Aaj hua ehsaas hamne us din hi
Tumko kho diya tha
Tabse ab tak har pal har roz
dundate hai hum tumhe
humko jate jate tumne kuch bhi nahi kaha
ya shayed tum keh rahe the
par hamne suna nahi
ab jana hai tum nahi ho ab yahan
kahin bhi aas paas nahi ho
hum ko hi maloom hai
kya khoya hai hamne
bas aur nahi kuch ab darr hai to
bas iska ki kahin
is khone pane ke khel me
hum khud se kho na jaye
khud ko to sambhalna hi hai
haan hame khona nahi hai
par ek baat batao
hume to pta hai ki
hamse tum kho chuke ho
kya tum bhi jante ho
ki tum bhi kahin hame kho chuke ho
shayed nahi pta to yehi dua hai
kaash tumhe pata chal jaye waqt se
kyunki hum nahi chahate hain
tumhe bhi ye ehsaas tab ho
jab tum sabkuch kho chuke ho
aur tumhe bhi wo dard ho
jo aaj hame hota hai

Thursday, August 6, 2009
कौन ज्यादा बेरहम
अब किसी से शिकायत करे भी तो क्या हम
जिन्दगी या वqत जाने कौन ज्यादा बेरहम
वqत के आईने में जिन्दगी धुंधली लगती है
जिन्दगी की तस्वीर मे वqत के साये सिमटे हैं
कौन किसको बदल देता है कौन जाने
कुछ भी हो हम तो मरते है मरते हैं
दोनो की मार से कब कहां बचते हैं हम
जिन्दगी या वqत जाने कौन ज्यादा बेरहम
कुछ पल हंसी के वqत ने दिये तो
जिन्दगी की उलझनों ने उन्हें छीन लिया
जब जिन्दगी थोडी मेहरबान हुई
वqत ने झोली भरके दर्द दिया
ये देखके आंखें हमेशा है रहीं नम
जिन्दगी या वqत जाने कौन ज्यादा बेरहम
एक खिलौने की तरह ये खेलती रही हमसे
एक कथपुतली सी हमें ये नचाती ही रही
जब चाहा मुस्कुराहटे दी हमे
जब चाहा ये रुलाती ही रही
जिन्दगी और वqत के थपेडों मे ही रहे हम

Labels:
Priyabhavna-07/08/2009
Subscribe to:
Comments (Atom)